Thursday, September 16, 2010

Yaad e Nabi - Nusrat Fateh Ali Khan

mujhe be-khudi ye tuu ne - Abida parveen



Lyrics: Hazrat Shah Niaz
Vocalist:Abida Parveen
Album: Raqs-E-Bismil - Dance Of The Wounded
Type: Sufi Ghazals

Lyrics.................................

Hairat maraaz-e-har do jahan, bee-niyaaz kard
(Wonder has made me needless from both worlds)
ein khhwab kaar-e-daulat-e-bedar-e-mi kunad(RUMI)
(This sleeping has made me like awaken )
khuli jabke chashm-e-dil-e-hazeen
(when the eye of this sad heart opened)
to woh nam raha na tarii rahee
(no wetness and dampness is left)
hoi hairat aisee kuchh aankh par
(my eye got such amazement that)
be-asar ki be-asarii rahee
(the effect of effect less got on me )
padi gosh-e-jaan me ajab nida
(that sound was heard by the ear of life)
ke jigar na be-jigaree rahee
(only thing left was oblivion)

khabar-e-tahiyyur-e-ishaq sun
na junoon raha na pari(why pari??) rahee
na to tuu raha na to main rah
jo rahee so be-khabarii rahee

(Khamsa by Nazeer Akbarabadi for Siraj Aurangabadi)

Mujhe bekhudi yeh tu ne, bhali chaashni chakhai
Kisi aarzo ki dil mein, nahi ab rahi smaai

Na hazar hai nay khatar hai, na reja hai nay dua hai
Na khayal-e-bandagi hai, na tamanna-e-khudai

Mujhe bekhudi yeh tu ne, bhali chaasheni chakhai

Na maqaam-e-guftugu hai, na mehal-e-justujuu hai
na wohan hawaas puhnchain, na khirad ko hai rasaai

Na makeen hai nay makaan hai, na zameen hai nay zabaan hai
Dil-e-benawa ne meray, wahan chhawni hai chhaii

Na visaal hai na hijraan, na suroor hai na gham hai
Jise kaheyye khwab-e-ghaflat, so woh neend mujh ko aayee

Mujhe be-khudi yeh tu ne, bhali chaasheni chakhai
----------------------------
The English translation is done by Muzaffar Ali (Thanks Bhai - Ismail) himself.

Hairat mara ze har do jahan be niaz kard
Een khab kaare daulat e bedaar meekunad
(Rumi)

Bewilderment has absolved me of both the worlds
This is the consequence of awakening from my dreams


Khuli jab ki chashm e dil e hazeen,
to vo nam raha na teri rahi
Hui hairat aisi kuch aankh par ki asar ki be asari rahi
Pari goshe jaan mein ajab nida ki jigar na bejigari rahi
Khabare tahhayyur e ishq sun na junoon raha na pari rahi
Na to tu raha na to main raha jo rahi bekhabari rahi...
(Khamsa by Nazeer Akbarabadi for Siraj Aurangabadi)

The eyes of an anguished heart open...
No longer moist.. Bereft of tears
The perplexed vision
Remained unmoved.. Devoid of response
The soul heard.. An unusual sound
That took the pluck of life away
As wondrous love revealed itself
The fairy vanished..The ecstasy lost
Nor you remained.. Nor I was found
mere oblivion was all there was...


Mujhe bekhudi ye tune bhali chashni chakhayi
Kisi aarzoo ki dil mein nahi ab rahi samayi

O surrender in love,
You have given me a taste that pales all worldliness
No desire remains
In the heart filled with submission


Na hazar hai na khatar hai, na raja hai ne dua hai
Na khayaal e bandagi hai na tamana e khudai

Neither distance nor fear...
neither hope nor prayer
neither thoughts of subjugation
nor desire of godliness


Na muqqam e guftagu hai na mahhall e justaju hai
Na wahan havaas pahunche na khirad ko hai rasai

No place for exchange of words...
no occasion for further quest
Where neither consciousness reaches
nor thoughts transcend its realm


Na makin hai ne makan hai na zameen hai ne zaman hai
Dil e be nava ne mere jahan chhavni hai chayi

No one resides..Neither habitation exist...
Is where this wandering heart has come to camp


Na visaal hai na hijraan na suroor hai na gham hai
Jise kahiye khwab e ghaflat so woh neend mujh ko aayi

Where there is no union... No separation
no sorrow... no joy
What is said to be an endless oblivion
I enter such a slumber


(Hazrat Shah Niaz)



****************************************


Translated by Sadiq Alam


Mujhe bekhudi yeh tu ne, bhali chaashni chakhai, Kisi aarzo ki dil mein, nahi ab rahi smaai
O Love! You have given me such a taste that pales all worldliness. In this heart filled with submission, no desire remains.

Na hazar hai nay khatar hai, na reja hai nay dua hai. Na khayal-e-bandagi hai, na tamanna-e-khudai
Neither distance nor fear... neither hope nor prayer. Neither thoughts of servitude, nor desire of godliness.

Na maqaam-e-guftugu hai, na mehal-e-justujuu hai. Na wohan hawaas puhnchain, na khirad ko hai rasaai
No place for exchange of words... no occasion for further quest
Where neither consciousness reaches, nor thoughts reach its realm

Na makeen hai nay makaan hai, na zameen hai nay zabaan hai. Dil-e-benawa ne meray, wahan chhawni hai chhaii
No one resides.. Neither habitation exist
Is where this wandering heart has come to camp.

Na visaal hai na hijraan, na suroor hai na gham hai. Jise kaheyye khwab-e-ghaflat, so woh neend mujh ko aayee
Where there is neither union... nor separation. Neither sorrow... nor joy
What is said to be an endless oblivion, I have entered in such holy suspesion!